healthy recipe Skip to main content

Posts

Showing posts from August, 2021

tanduri aalu bharta

Tanduri aalu bharta:-  1 :- 2 pics aalu 2 :- 2 tebal spoon dahi 3 :- 1 tamato puree 4 :- 1 t spoon garam masala 5 :- 1 t spoon kitchen king masala 6 :- 1 t spoon tanduri chicken masala 7 :- nanak 8 :- kashmiri lal mirch 9 :- 2 barik kata pyaaj 10 :- hing 11 :- 1 t spoon garlic-adarak pest 12 :- kasuri methi 13 :- 2 t spoon barik kata hara dhaniya 14 :- 1 masala cardmom 15 :- 1 pc charcoal 16 :- oil   Tanduri aalu bharta :-  Gas par ek bartan rakhe usme 3 t spoon oil dale oil garam ho jaye tab aap usme 1 masala cardmom dale pak jaye tab baik kata hara dhaniya dale use kasuri methi ,hing dalje mix kare 1 t spoon garlic- adarak pest dale, barik kata pyaaj dale aur achchhi tarah pakaye pak jane ke bad aap usme kashmiri lal mirch, namak dale 1 t spoon tanduri chicken masala,1 t spoon kitchen king masala,1 t spoon garam masala dale aur mix kare usme tamato puree dale aur usme 2 t spoon dahi dale achchhi tarah pak jaye tab usme 2 boiled mashed potatoes da

farali ananas cake

Farali ananas cake:-  Dosto aap sabka swagat he hamare  Healthy recipe blog par dosto aap sab malum hoga ki hamare iss blog par aapko nayi nayi recipe ki jankari milti raheti he aaj bhi hum aapke liye laye he ek new recipe jiska naam to aapne tital par dekh hi liya he to aapka jyada kimti samay na lete huve start karte he recipe ko banana Dosto farali ananas cake banane ke liye aapko niche batayi gai kuchh chijo ki jarurat padengi jo aap normally use karte honge apne ghar par aur ye sab chije aapko aasani se bajar me mil jati he Farali ananas cake banane ki samgri:- 1:-  1 cup    farali aatta 2 :- 1/2 dahi 3: :- oil  4 :- butter paper 5 :- eno  6 :- ananas essence 7 :- yellow color 8 :-  barik pisi sugar 9 :- amul red packing cream 10 :- cherry Farali ananas cake banane ki vidhi:- Ek katore me barik pisi 100 ml sugar, 1/2 cup dahi mix kare uske bad use 1/4 oil dale  bad me usme 1 cup farali aatta dale uske bad usme 1/2 t spoon eno mix karl

rajbhog shreekhand

Rajbhog shreekhand :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy recipe blog par aapko ham nayi nayi jankarari dete rahete he iss blog par to dosto aajki new recipe he rajbhog shreekhand   babaye Dosto rajbhog shreekhand banane ke liye aapko kuchh chijo ki jaraurat padengi jo niche batayi gai he aur ye sab chije aapko aasani se bajar me mil jati he Rajbhog shreekhand bananae ki samgri:- 1 :- 1 kilogram dahi 2 :- 200 gm sugar  3 :- ilaychee powder 4 :- kaju ke tukde  5 :- 50 gm angoor shukhe meve  6 :- 50 gm stobery 7 :- kesar  Rajbhog shreekhand banane ki vidhi:- Dahi ko kapde me lapet kar pani nikal dijiye 1 kilo dahi se lagbhag 400gm masak taiyar ho jayega Yadi dahi achchee tarah se taiyar he to masko adhik goga  Masko aur sugar ko steel ki chhalnee se chhan le usme ilaychee power , kajju ke tukde, stobery, angoor aur kesar milk me pigla kar dale Shreekhand ko phrij me thanda hone ke liye rakhiye Read also:- Pavbhaji bana

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)  13 :-

nachos banaye hotel jesa

Nachos with red salsa banaye:-   Dosto aap sab swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko patahi ho ke  hamare blog par new recipe ki jankari roj di ja  rahi he aaj hum aapke liye ek recipe laye he  jiska naam he Nachos  dosto nachos khane  me bahut hi testy hota he aur isse banana bhi  aasan he dosto me aapko jo step shikhavungi  usse aap follow karke aap isse aasani se ghar  pe bana sakte ho  Dosto nachos banane ke liye aapko kuchh  chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he  aap un chijo ko bajar se kharid sakte ho, to  chalo start karte he new recipe nachos Nachos banane ki jaruri samgri:- Hot red salsa ki samgri:- 1:- 1/2 cup gajjar 2:- 1/2 kheera 3:- 1 pyaaj 4:-  50gm kadu 5:-  1/2 cup hara dhaniya 6:-  1 t spoon oil 7:- 1/2 cup tamatar ketchup  8:- 3 t spoon lal mirch 9:- 3 t spoon siraka 10:- 1/2 t spoon ajvain 11:- 1/2 t spoon jeera powder garlic 13:- 2 t spoon tobesko sauce 14:- lal color 15:- corn chips 16:- namak

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo step shikhavungi usse aap follow  karke khana banayenge to khaana testy aur  healthy banenga to do

Bhel banaye ghar par bilkul bajar jesi

Bhel banaye ghar par bilkul bajar jesi:- Dosto aapka swagat he hamare healthy Recipe Blog par aaj hum aapke liye laye he new recipes. Aaj hum banayenge bhel Dosto bhel khane ki bat ki jaye to sabko bhel pasand hoti he aur isse banana bhi aasan he  Dosto bhel banane ke liye aapko niche batayi kuchh chijo ki jarurat padengi jo aapke ghar me mojud hi hoti he. Aur isse aap aashani se market se kharid sakte he Bhel banane ki samgri:- 1:- 250gm muramure 2:-  oil 3:- 1/2 rai 4:- 2 t spoon lal mirch 5:-  1/2 haldi 6:- 150gm ghehu ka aatta ( 200gm puri) 7:- 200gm barik sev 8:- 1 anar 9:- 4 t spoon barik kata huva hara dhaniya 10:-1 pics beetroot 11:- 3 pics tamatar 12:- 3 pics aalu 13:- 4 pics pyaaj 14:- khajur sweet chutny 15:- lahsun chutny 16:- hara dhaniya chutny 17:- namak Blel banane ki vidhi:- Ges par ek bartan me 2 t spoon oil aur rai dalkar usme 1 t spoon mirchi aur 1/2 t spoon haldi dalke muramure dale aur namak dalkar fray kare  Ghehu ke aat

Bilkul hotel jesa ragda ghar par banaye

Bilkul hotel jesa ragda ghar par banaye:- Dosto aap sab ka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko pata hoga ke roj  hum  ek post banake blog par post karte  rahete he hamare blog par aapko bahut sari  recipe mil jayengi jo aapke rasoi ko aur bhi  bahetar banane me aapki help karta he dosto  aaj hum laye he ek aur new recipe dosto ek  user ki farmais par humne unke liye ye post  likhi he aap bhi hume bata sakte he aapko  kon si recipe ki jankari chahiye hum kosis  karenge aap ke liye to chalo start karte he aaj  ki new recipe Dosto aaj ki new recipe he hotel jesa ragda  ghar par banaye dosto bahut sare logo ki  problems hoti ki unki banayi huvi recipes hotel  ke jesi nahi banati to aaj hum jo step aapko  batayenge usko follow karke aap bilkul hotel  jesa test me ghar par ragda bana sakte he  Dosto ragda banane ke liye aapko niche batayi  gai kuchh chijo ki jarurat padengi wo sab chije  aapko bajar me aashani se mil jati he  Bilkul

new farali recipe

Farali malpua banaye:-  Dosto aapka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapke liye hum laye he  new farali recipe aaj hum banayenge farali  malpua Dosto farali malpua khane ekdam testy hota  he jo logo ko mitha khana jyada pasand he  unke liye aaj ki recipe khas he to chaliye start  Dosto aapko farali malpua banane ke liye  kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi  gai he jise aap aasani se bajar se le sakte he Bajar jesi kaju katri banaye Keshar pista ice cream banaye Rajasthani bataki ki recipe Pooran puri banaye Farali malpua ki samgri:- 1:- 4 t spoon Sabudana aatta 2:- 4 t spoon moraiya aatta 3:- 4 t spoon shingauda aatta 4:- 4 t spoon rajgara aatta 5:- 2 t spoon ilaayachee powder 6:- kaju powder 7:- ghee 8:- Badam 9:- sugar 10:- pista 11:- milk 12:- milk mava Farali malpua banane ki vidhi :- Dosto sabudana aatta, moraiya  aatta, shingauda aatta aur rajgara aatta  ko  achhi tarah mix karle usme milk dalkar khira  ready karl

Ginger Tofu (soya paneer) ghar pe banaye

Ginger Tofu ( soya paneer) ghar pe banaye:- Dosto aapka swagat hamare Healthy Recipe blog par jesa ki aap jante he ki hamare blog  par aapko achchi jankari milti he to aaj hum  laye he aapke liye new Recipe jiska naam he Ginger Tofu ( soya paneer) Dosto Ginger Tofu (soya paneer) khane me  bahut hi testy he aur isse banana bhi aasan  he me jo step shikhavungi wo aap follow  karke aap isse aasani se ghar par bana  sakte he to chaliye Ginger tofu (soya paneer)  banana start karte he Dosto Ginger tofu (soya paneer) banane ke  liye aapko kuchh chijo ki jarurat padti wo  aapko niche batayi gai he isse aap aashani  se bajar se kharid sakte he Ginger Tofu (soya paneer) banane ki samgri:- 1:- 200 graam  tofu ( soya paneer) 2:- 1 shimla mirch  3:-   Fresh tometo crush kiya huva 1/2 cup 4:- Ginger ke tukde 1 T spoon 5:- 2 Hari mirch 6:-   6 kali mirch 7:-  3 loung  8:-  1/2 T spoon lal mirch powder    9 :- 2 lal mirch  10:-  1/2 T spoon jeera 11:-  1/2 garam masala 12:- 1/

Farali aaloo Aur khophra ka kofta banaye

Farali aaloo aur khophra ka kofta babaye:- Dosto aap sab ka swagat he hamare iss Healthy Recipe  blog par aaj hum banayenge  Farali aaloo khophra ka kofta  Dosto aap upavas ke dino me ye recipe  aashani bana sakte ho aur isse banana  aashan he to chaliye banana suru karte he  Dosto Farali aaloo aur khophra ka kofta  banane ke liye aapko niche batayi gai kuchh  chijo ki jarurat padegi jo aashani se bajar me  mil jati he Farali aaloo aur khophra kakofta banane me  jaruri chije:- 1:- Ubla huva alloo 5 pics 2:- paneer 100gm 3:- coconut powder 4:- milk 100ml 5:- shingauda aatta 6:- hara dhaniya 7:- hari mirchi 8:- raajagara aatta 9:- jeera 10:- tamatar 4 pics 11:- sugar 12:- farali namak Upvas me babaye farali recipe   Shravan mass special recipe Hotel ke jesa palak ka kofta babaye Alloo khophra kophta:- Khophta bahane ke liye ubala huva alloo ke  chhilke nikak kar crush kare  Paneer ko chhin kar uske bad alloo me mix kar  lijiye S

shravan mass special recipe

Shravan mass special recipe:- Dosto aapka swagat he hamare healthy recipe blog par jesa ki aapne upar tital me dekha ki shravan mass ki special recipe  To dosto aapka jab upvas hota he tab aap gharka  normal khana jo farali nahi hota he wo aap kha  nahi sakte aur bajar me milta farali food jo kai   bahut sare  log khane se avoid karte he ye recipe  khash karke unlogo ke liye he jo bahar ka khana  jyada pasad nahi karte aaj bajar me farali khana  bhi mil jata he lekin meri ye post padh kar bahar  ka khana bhul javonge kyoki isme me wo step  aapko shikhavungi jo jyadatar hotel me uss hote  he to chaliye start karte aajki new farali recipe Dosto aaj hum banayenge shravan maas ki  special recipe me saaboodaana ka maish Saaboodana ki maish khane me testy hoti he  aapko saabudana ki maish banane ke liye niche  batayi gayi chijo ki jarurat padengi Saabudana ki maish banane ki samgri:- 1:- 125 gram saabudana 2:-  125  gram aaloo 3:-  125 gram mungfa

Hotel jesa american chopsuey banaye ghar par

Hotel jesa american chopsuey babaye ghar par:- Dosto aaj hum banayenge american chopauey  wo bhi ghar par aaj kal mahengai itni badh gai  he ki hotel me khana khane ke liye jyada paisa  kharch karna padta he aur kai logo to hotel ka  khana khane ki aadat hi nahi hoti he wo log  jyadatar ghar ka bana khana khaneko pasand  karte he aaj corona jesa virus se bachne ke  liye kayi taknik ka istemal hota he aaj aap  gharka bana khana jyada pasand karonge  kyoki bahar ka khana utna safe nahi jitna  gharka he to dosto banate he home made  american chopsuey  Dosto american chopsuey banane ke liye  aapko niche batayi gai samgri ki jarurat padegi American chopsuey banane ki samgri:- 1:-  50 gram pyaj 2:-  3 hari pyaj  3:-  2 shimla mirch 4:-  oil 5:-  300 gram bundgobi 6:-  100 gajar 7:- 50 gram phanaas 8:-  2 chutki ajinomoto 9:-  300 ml water  10:- 200 gram tameto ketchup 11:- 2 T spoon sugar 12:- 1  T spoon kali mirch powder 13:-  3 T sp

Upvas me banaye farali recipe

  Upvas me babaye farali recipe:- Dosto aaj hum banayenge upvas me khani  jane vali recipe aaj kal log hotel me bana  huva khana khane me pasand karte he lekin  kuchh log vese bhi hote he jinhe hotel ka  khana pasand nahi hota he to ye post khas  kar un logo ke liye jinhe bahar ka khana  bilkul pasand nahi he aaj hum banayenge  upvas me khayi jane recipe , dosto aaj kal  bahar ke khane me jokhim bhi he aaj kal log  bahar ki jagah par ghar ka bana khana  pasand karte he to banate he gharka bana  healthy khana  Read also :- Bilkul hotel jesa sago-petis ghar par banaye Shravan mass special recipe Cadbury chocolates barfi ghar par banaye Upvas me banaye farali sago petis:- Sago petis khane me bahut hi testy hoti he aur unhe banana bahut hi aashan he to chaliye banate he sago petis Dosto sago petis banane ke liye aapko kin kin chijo ki jarurat padti he wo aapko niche batayi gai he Sago petis ko banane me use hone wali  chije:- 1:- 250 gram sabudana 2: 5

Hotel jesa palak ka kofta banaye

Hotel ke jesa palak ka kofta babaye:- Dosto aaj kal ready khana khane hotel me  jate he aur bahut sara paisa kharch karte he  lekin jo logo ka bahar ke hotel khana achcha  nahi lagta unke liye aaj hum laye new recipe  jo bilkul hotel jesa hi hoga palak swathya ke  liye achchi mani jati he aur aaj aapke liye  banaye ge palak ke bilkul hotel jese palak ka  kofta dosto puri post ko dhyan se padhe ek  bhi step miss na kare  Palak ka kofta banane ke liye aapko niche  batayi gai samgri chahiye  Palak ka kofta banane ki samgri:- 1:- 250 gram palak 2:- 4 T spoor meida  3:- 4 T spoon cornflour 4:- 100 gram paneer 5:- 4  hari mirch 6:- 3 T spoon hara dhaniya 7:- 2 T spoon coconut powder 8:- 2 T spoon mungfali ka powder 9:- 1/2 nimbu 10:- 2 T spoon sugar 11:- Oil jarurat ke hisab se 12:- malai 13:- 1 1/2 Cup red grevi 14:-  namak  Palak ka banane ki vidhi:- Palak ke kofte banane ke liye palak ko barik kat le aur use achchi

bred petisa new recipe

Bred patisa :-   Hii friends aaj hum new recipe banana  shikhenge jo aap aasani se ghar par bana  sakte he aapko iske liye hamara pura post  read karna padega ek bhi step miss na kare to  chaliye start karte he hotel jesa bred patisa  Bread patisa:-   1:- 500gm allu 2:- neemboo 3:- 6 bred 4:- 1 tebal spoon cornflour 5:- 150 gm matar 6:- oil  7:- adarak 8:-  1 tee spoon barik pisa juga hari mirchi 9:- 4 tebal spoon barik kati huvi hari dhaniya 10:- 1 tee spoon kuchal khopara 11:- 1/2 tee spoon dallchinee-long 12:- 2 tee spoon sugar 13:- 1/2 tee spoon mirchi 14:- 1 tee spoon till 15:- 20 pics angkot 16:- 1/2 tee spoor posta 17:- 1 tee spoon garam masala 18:- 1 tee spoon magajtari bee  19:- 3 tebal spoon suji 20:-  namak Bread patisa   Allo ubaal le , chhilka nikal kar kras kare  Namak, neemboo ras  ,bread , cornflor dalke  mava ready kare bread aur cornflour ko mix  

aloo pavva

Aloo pavva:-  Dosto  aaj ham ek naye tarike se gujrat ki  famous aloo pavva ki recipe banane vale he Aloo pavva:-   1:- 200 gm aloo 2:- 3 tebal spoon oil 3:- 1/ tee spoon raay 4:- 1 tee spoor til 5:- 4 hari mirchi barik kati  6:- meetha neem 7:- 1/2tee spoon dallacheene-long powder 8:- 1/2tee spoon haldi 9:- 1 neemboo 10:- 2 tebal spoon sugar 11:- 300 gm lavva 12:- kajju- angoor 13:- 4 tebal spoon barik dhaniya 14:- 2 tebal spoon kuchal khopra 15:- 2 pyajj 16:- namak Allo pavva : Allo ke chhilkee nikal de aur uske barik pic  kate aur gas par Ek bartan me oil ,raay, till,hari mirchi,meetha  neem, dallchinni-long powder aur allo dale  uske bad usme haldi aur namak dalke pakne dijiye Allo pak jane ke bad usme sugar aur nimboo  dalo Pavva ko pani bhigoke uska pani nikal kar aalu me mix kare Usme kajju, angoor dalne ke bad namak dalke Fir apne hisab se namak

mumbai ke famous golgappe

Mumbai ke famous golgappe:- Dosto aaj ki hamari recipe he mumbai me jyada vadapau ke baad khaya jane wala food he vo he gogappe jyada kuch na kahete aate he humare main baat par  vese to golgappe puri india me khaye jate he lekin unhe banane ka taknik har jagah alag-alag he aapko me aaj shikhavungi mumbai testy  golgappe  uske liye hamari ye post dhyan se padhe ek bhi step miss na kare chalo banate he golgappe wo bhi mumbai ke test me Mumbai test me golgappe banane ke liye aapko kafi sari chijo ki jarurat hoti he wo sari niche batayi gai he  Mumbai ke famous golgappe ki samgri:- 1:- 1 cup meda 2:- 2 T spoon gehu ka aata 3:- oli 4:- 1 1/2 cup sabut mung 5:-  1 khira (kakdi) 6:- 2 tamater 7:- 1 1/2 anar 8:- 50 gram bundi 9:- 50 gram barik sev 10:-  pyaj barik kata huva 11:- khajur ki mithi chatni 12:-  mirchi ki tikhi chatni 13:-  garlic ki chatni 14:-  barik kata huva dhaniya 15:- chat masala 16:-  namak Mumbai ke golgappe banane ki vidhi:-

Popular posts from this blog

kesar - pista ice cream banaye

Kesar-pista ice cream 1 :- 1/2 liter milk 2 :- 16 t spoon sugar 3 :- 2 t spoon Custer powder 4 :- 1 t spoon chaina grass 5 :- 1/2 cup cream 6 :- kesar 7 :- kesar esense 8 :- yellow color 9 :- chocolate 10 :- pista esense 11 :- pista Reet :- Milk half rahe tya sudhi ukado Sugar nakhi,ogdi jai pachhi Tema Custer powder umero. 2-3 var ubhro aavya bad chaina Grass nakhi utari levu. Thandu thaya cream umervu. 2 bhag karva.ek bhag ma kesar, Kesar esense ane yellow color Nakhi,charn kari freeze ma Set karva muko. Aam bev bhag set karva freeze Ma mukva. Ek var set thai gaya pachhi Yellow color bhag ne charn Kari freeze ma set karva Mukvo. Yellow bhag set Thai gaya Bad teni upar pista ni katri Patharvi. Upar decorations mate Chocolate icesing karvi. Tene Set karva mukvo. To aa rite kesar - pista no ice Cream ghare banavi sakai Chhe.

nachos banaye hotel jesa

Nachos with red salsa banaye:-   Dosto aap sab swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko patahi ho ke  hamare blog par new recipe ki jankari roj di ja  rahi he aaj hum aapke liye ek recipe laye he  jiska naam he Nachos  dosto nachos khane  me bahut hi testy hota he aur isse banana bhi  aasan he dosto me aapko jo step shikhavungi  usse aap follow karke aap isse aasani se ghar  pe bana sakte ho  Dosto nachos banane ke liye aapko kuchh  chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he  aap un chijo ko bajar se kharid sakte ho, to  chalo start karte he new recipe nachos Nachos banane ki jaruri samgri:- Hot red salsa ki samgri:- 1:- 1/2 cup gajjar 2:- 1/2 kheera 3:- 1 pyaaj 4:-  50gm kadu 5:-  1/2 cup hara dhaniya 6:-  1 t spoon oil 7:- 1/2 cup tamatar ketchup  8:- 3 t spoon lal mirch 9:- 3 t spoon siraka 10:- 1/2 t spoon ajvain 11:- 1/2 t spoon jeera powder garlic 13:- 2 t spoon tobesko sauce 14:- lal color 15:- corn chips 16:- namak

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)  13 :-