Farali aaloo Aur khophra ka kofta banaye Skip to main content

Farali aaloo Aur khophra ka kofta banaye


Farali aaloo aur khophra ka kofta babaye:-

Dosto aap sab ka swagat he hamare iss

Healthy Recipe blog par aaj hum banayenge

 Farali aaloo khophra ka kofta 


Dosto aap upavas ke dino me ye recipe

 aashani bana sakte ho aur isse banana

 aashan he to chaliye banana suru karte he 



Dosto Farali aaloo aur khophra ka kofta

 banane ke liye aapko niche batayi gai kuchh

 chijo ki jarurat padegi jo aashani se bajar me

 mil jati he





Farali aaloo aur khophra kakofta banane me jaruri chije:-



1:-Ubla huva alloo 5 pics


2:- paneer 100gm


3:-coconut powder


4:-milk 100ml


5:-shingauda aatta


6:-hara dhaniya


7:-hari mirchi


8:-raajagara aatta


9:-jeera


10:-tamatar 4 pics


11:- sugar


12:- farali namak



 





Alloo khophra kophta:-




Khophta bahane ke liye ubala huva alloo ke

 chhilke nikak kar crush kare 

Paneer ko chhin kar uske bad alloo me mix kar

 lijiye

Shingauda aatta, hari mirchi, hara dhaniya aur

 namak dalke kophta aakar dijiye

Banaye huve kophte ko raajgara ke aata me

 ragad kar sab kophte banakar rakh dijiye

Ek bartan me oil garam kar ke kophte ko fray

 karlo









Dusri kadhai leke usme 2 tee spoon oil dalo



Usme namak dalkar tamatar pyoori dale, farali

 namak aur sugar dale

Usme coconut powder aur milk dalkar use ko

 thoda pakne de aur thoda pakne ke baad

 usme banaye huve korte ko dal de 

Aap rajagara ke aata ki puri ke sath isko ise

 kha sakte he

To dosto aapko hamari jankari kesi lagi hme

 comment kare

Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...