shravan mass special recipe Skip to main content

shravan mass special recipe





Shravan mass special recipe:-




Dosto aapka swagat he hamare healthy recipe blog par jesa ki aapne upar tital me dekha ki shravan mass ki special recipe 


To dosto aapka jab upvas hota he tab aap gharka

 normal khana jo farali nahi hota he wo aap kha

 nahi sakte aur bajar me milta farali food jo kai 

 bahut sare  log khane se avoid karte he ye recipe

 khash karke unlogo ke liye he jo bahar ka khana

 jyada pasad nahi karte aaj bajar me farali khana

 bhi mil jata he lekin meri ye post padh kar bahar

 ka khana bhul javonge kyoki isme me wo step

 aapko shikhavungi jo jyadatar hotel me uss hote

 he to chaliye start karte aajki new farali recipe


Dosto aaj hum banayenge shravan maas ki

 special recipe me saaboodaana ka maish

Saaboodana ki maish khane me testy hoti he

 aapko saabudana ki maish banane ke liye niche

 batayi gayi chijo ki jarurat padengi







Saabudana ki maish banane ki samgri:-



1:-125 gram saabudana


2:- 125  gram aaloo


3:- 125 gram mungfali


4:-2 T spoon ghee


5:- 1 T spoon jira 


6:- 1/2 T spoon dalchini-long powder


7:- 1 nimbu


8:- 2 T spoon sugar


9:- 3 T spoon coconut powder


10:- 1T spoon crush kiya huva hari mirch


11:- namak




Dosto upar batayi gai chije aapko chahiye

 saboodana ki maish banane ke liye aur ye sabhi

 chije aap ghar me normally use karte honge

 aapko ye chije bajar se aashani se mil jati he to

 chaliye start karte he saabudana ki maish banana




Saabudana ki maish banane ki vidhi:-



Dosto saabunada ki maish ko banane ke liye

 saabudana ko 2 ya 3 ganta pani me bhigoke

 rakhiye aur achchi tarah full jaye tab uska sab

 paniko nikal kar 15 minit tak shukhne ke liye

 rakhde achchi tarah sukhne ke baad aaloo ka

 chhota-chhota tukda me kat le aur fray kare ya

 use ubal le aapko jo sahi lage wo aap trai kare

Gas par ek baratan me thoda ghee dalkar garam

 kare jab ghee thoda garam ho jaye tab usme jira,


 aur saabudana dalkar achchi tarah mix karle 

10-12 minit bad usme aaloo, mungfali ka powder

 aur upar bataya huva sab masala dalde aur

 achchi tarah mix karte rahe 10 minit bad gas ko

 off kare aur baratan ko niche utar le



To dosto ready he aapki saabudani ki maish aur

 adhik jankari ke liye aap hme comment kar sakte

 he dosto hum aapko bahut sari recipe shikhate 

he iske liye aap hamare blog ko subscribe kare

 taki new recipe ki post aapko jaldi milti rahe

Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...