Upvas me banaye farali recipe Skip to main content

Upvas me banaye farali recipe



 


Upvas me babaye farali recipe:-


Dosto aaj hum banayenge upvas me khani

 jane vali recipe aaj kal log hotel me bana

 huva khana khane me pasand karte he lekin

 kuchh log vese bhi hote he jinhe hotel ka

 khana pasand nahi hota he to ye post khas

 kar un logo ke liye jinhe bahar ka khana

 bilkul pasand nahi he aaj hum banayenge

 upvas me khayi jane recipe , dosto aaj kal

 bahar ke khane me jokhim bhi he aaj kal log

 bahar ki jagah par ghar ka bana khana

 pasand karte he to banate he gharka bana

 healthy khana 

Read also :-







Upvas me banaye farali sago petis:-

Sago petis khane me bahut hi testy hoti he aur unhe banana bahut hi aashan he to chaliye banate he sago petis

Dosto sago petis banane ke liye aapko kin kin chijo ki jarurat padti he wo aapko niche batayi gai he



Sago petis ko banane me use hone wali


 chije:-





1:- 250 gram sabudana

2: 500 gram aaloo

3:- 2 T spoon pisa huva adarkh-mirchi

4:- 2T spoon sugar

5:- 1 nimbu

6:- 100 gram singdana

7:- 1 T spoon dalchini-long powder

8:- 50 gram Rajagara aata

9:- namak

10:- oil






Sago petis banane ki vidhi:-




Sabudana ko pani me 2-4 gante bhigoke

 rakhiye aur bad me achchi tarah bhigone ke

 bad use bahar nikal kar uska bacha huva

 pani nikal le


Aaloo ko achchi tarah ubal kar rakhe aur

 achchi tarah uska upar ka chhilka nikal le


Aur aaloo me upar bataya huva sab masala

 dale , dalchini-long powder, aur singdana ka

 powder dal kar achchi tarah se mix karle 


Aur aaloo ke ander sabudana dal kar unki

 petis banale usme thoda rajgara ka aata

 dalde 
Ek baratan me oil leke sabhi petis ko achchi

 tarah se fray karle pura lal color ka na bane

 tab tak fray kare aur

To dosto ready he sago petis ise aap upvas

 ke dino me achchi tarah aur easy ghar par

 bana sakte he 
Aapko hamari jankari kesi lagi please hme


 bataye agar aapko koi problem ho to aap

 hme niche comment box me comment kar

 sakte aishi hi recipe ghar par bana ne ke liye

 hamare blog ko subscribe kare


Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...