bred petisa new recipe Skip to main content

bred petisa new recipe

Bred patisa :- 

Hii friends aaj hum new recipe banana

 shikhenge jo aap aasani se ghar par bana

 sakte he aapko iske liye hamara pura post

 read karna padega ek bhi step miss na kare to

 chaliye start karte he hotel jesa bred patisa 





Bread patisa:- 


1:-500gm allu


2:- neemboo


3:-6 bred


4:- 1 tebal spoon cornflour


5:- 150 gm matar


6:- oil 


7:- adarak


8:- 1 tee spoon barik pisa juga hari mirchi


9:- 4 tebal spoon barik kati huvi hari dhaniya


10:-1 tee spoon kuchal khopara


11:-1/2 tee spoon dallchinee-long


12:-2 tee spoon sugar


13:- 1/2 tee spoon mirchi


14:- 1 tee spoon till


15:- 20 pics angkot


16:-1/2 tee spoor posta


17:- 1 tee spoon garam masala


18:-1 tee spoon magajtari bee 


19:- 3 tebal spoon suji


20:- namak


Bread patisa  



Allo ubaal le , chhilka nikal kar kras kare 

Namak, neemboo ras  ,bread , cornflor dalke


 mava ready kare bread aur cornflour ko mix

 karke aata badhte esa karde uskebad bread

 ko mixer me dal kar crush karle 

Bread ki kinari kat kar unko oli me fray kar le

Matar ko aadha crush karle usko oli me thoda

 fray karle usme sab upar diya huva masale ko

 dal de aur bread ke jo fray kiye huve tukde he

 wo bhi dalde aapka puran ready ho gya

Aalu ke mave ko matar puran ke sath bread

 par lagaye aur patisa ke aakar me set karle 

Suji ke under namak dal kar patla bater set

 karle petisa ke tukdo ko bater me duboke

 garam oil me fray karle 

Dosto aapne jana ke kese apne ghar par hotel

 jesa ek badhiya petisa bana sakte he aapko

 hamari jankari kesi lagi hame bataye 

Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...