mumbai ke famous golgappe Skip to main content

mumbai ke famous golgappe

Mumbai ke famous golgappe:-




Dosto aaj ki hamari recipe he mumbai me jyada vadapau ke baad khaya jane wala food he vo he gogappe jyada kuch na kahete aate he humare main baat par


 vese to golgappe puri india me khaye jate he lekin unhe banane ka taknik har jagah alag-alag he aapko me aaj shikhavungi mumbai testy  golgappe 

uske liye hamari ye post dhyan se padhe ek bhi step miss na kare chalo banate he golgappe wo bhi mumbai ke test me


Mumbai test me golgappe banane ke liye aapko kafi sari chijo ki jarurat hoti he wo sari niche batayi gai he 



Mumbai ke famous golgappe ki samgri:-



1:- 1 cup meda

2:- 2 T spoon gehu ka aata

3:- oli

4:- 1 1/2 cup sabut mung


5:- 1 khira (kakdi)

6:- 2 tamater

7:- 1 1/2 anar

8:- 50 gram bundi

9:- 50 gram barik sev

10:-  pyaj barik kata huva

11:- khajur ki mithi chatni

12:- mirchi ki tikhi chatni

13:- garlic ki chatni

14:- barik kata huva dhaniya

15:- chat masala

16:- namak



Mumbai ke golgappe banane ki vidhi:-






Meda ke andar thoda gehu ka aata dalkar usme oli aur namak dalkar golgappe ki puri ka aata lagaye uski badi size me puri bele

Ek kadhai me oil ko garam karne rakhiye golgappe fray karne ke liye

Puri ko thoda lal color ka hone de wo bahetar pak jayengi aur cripsi ban jayengi

 dyan rakhe puri oli me dalo tab usko bar-bar hilate rahiye nahi to aapki puri golgappa nahi ban payengi sari puriya tal dene ke bad 

Mung ko 2ganta bhigokar ek bartan me pani garam karke pani jable tab bhige hue mung dal de 

Khira (kakdi) aur tamatar ko barik kat le aur upar samgri me bataya huva sab masala ko mix kare aur golgappe ki ek side ko tod kar masala bhare aur usme mithi or tikha chatni apne hisab se dalkar khaye

Dosto aaj ki hamari recipe aapko kesi lagi niche comment box  me comment kare

Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...