tanduri aalu bharta Skip to main content

tanduri aalu bharta






Tanduri aalu bharta:- 

Tanduri aalu bharta








1 :- 2 pics aalu
2 :- 2 tebal spoon dahi
3 :- 1 tamato puree
4 :- 1 t spoon garam masala
5 :- 1 t spoon kitchen king masala
6 :- 1 t spoon tanduri chicken masala
7 :- nanak
8 :- kashmiri lal mirch
9 :- 2 barik kata pyaaj
10 :- hing
11 :- 1 t spoon garlic-adarak pest
12 :- kasuri methi
13 :- 2 t spoon barik kata hara dhaniya
14 :- 1 masala cardmom
15 :- 1 pc charcoal
16 :- oil

 
Tanduri aalu bharta :- 


Gas par ek bartan rakhe usme 3 t spoon oil dale oil garam ho jaye tab aap usme 1 masala cardmom dale pak jaye tab baik kata hara dhaniya dale use kasuri methi ,hing dalje mix kare 1 t spoon garlic- adarak pest dale, barik kata pyaaj dale aur achchhi tarah pakaye pak jane ke bad aap usme kashmiri lal mirch, namak dale


1 t spoon tanduri chicken masala,1 t spoon kitchen king masala,1 t spoon garam masala dale aur mix kare usme tamato puree dale aur usme 2 t spoon dahi dale achchhi tarah pak jaye tab usme 2 boiled mashed potatoes dalke pani mila ke dhak le 


1 pc charcoal gas par garam kare lal ho jaye tab tak gas par rakhe aur jab lal ho jaye tab charcoal ko gas par rakha huva aalu bharta me ek vatki rakhe usne charcoal rakhe aur 1 t spoon ghee dalke dhakan dhak de 5 se 10 minit tak pakaye

Ready to tanduri aalu bharta



Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...