healthy recipe Skip to main content

Posts

Showing posts with the label south indian

Idalee kese banaye

Idalee kese babaye:-  Dosto aap sab ka swagat he hamare iss blog par aaj hum banayenge south india ki famous idelee  Idalee banane ki samgri:- 1:- 3 cup chaval 2:-  1/2 dahi 3:- 1 cup udad dal 4:-  1 T spoon soda  5:- 2 T spoon oli 6:- salt jaruri ho itna Dosto itni chijo ki jarurat hoti he ab hum janenge ke idalee kese banate he Idalee banane vidhi:-  Dosto aapko idalee ke aate ki idalee karni ho to uss aate me saamko dahi dalker bhigo ke rakhiye aur suka istemal aap agle din kare  Agar aap chaval aur dal ko crush karke idalee banana chahte he to unhe agle din tak bhigoke rakhiye  aur dusre din crush kare Idalee banane ke liye aap use aate me oli,soda,salt dalkar use achchi tarah se mix karle  Idalee ka puding jarurat ke hisab se dhila rakhe idalee ka stand jo aapko aasani se mil jata he bajar me uss par oli lagakar idalee ka puding ussme dale  Idalee nikal ne me chammac...

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...