aloo pavva Skip to main content

aloo pavva







Aloo pavva:- 

Dosto  aaj ham ek naye tarike se gujrat ki


 famous aloo pavva ki recipe banane vale he




Aloo pavva:-


 1:-200 gm aloo


2:-3 tebal spoon oil


3:-1/ tee spoon raay


4:-1 tee spoor til


5:-4 hari mirchi barik kati 


6:-meetha neem


7:-1/2tee spoon dallacheene-long powder


8:-1/2tee spoon haldi


9:-1 neemboo


10:- 2 tebal spoon sugar


11:- 300 gm lavva


12:- kajju- angoor


13:-4 tebal spoon barik dhaniya


14:-2 tebal spoon kuchal khopra


15:- 2 pyajj


16:-namak

Allo pavva :


Allo ke chhilkee nikal de aur uske barik pic

 kate aur gas par
Ek bartan me oil ,raay, till,hari mirchi,meetha

 neem, dallchinni-long powder aur allo dale

 uske bad usme haldi aur namak dalke pakne dijiye


Allo pak jane ke bad usme sugar aur nimboo

 dalo

Pavva ko pani bhigoke uska pani nikal kar aalu me mix kare

Usme kajju, angoor dalne ke bad namak dalke

Fir apne hisab se namak dale aur achhi tarah

 se mix karle achhi tarah mix hone ke baad use

 gas par se niche utar le aur ek plate me nikal

 kar uske upar hara dhniya barik kata huva,

 aur 


kuchal khopra dal de 

Comments

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...