healthy recipe Skip to main content

Posts

Showing posts with the label farali food

Farali aaloo Aur khophra ka kofta banaye

Farali aaloo aur khophra ka kofta babaye:- Dosto aap sab ka swagat he hamare iss Healthy Recipe  blog par aaj hum banayenge  Farali aaloo khophra ka kofta  Dosto aap upavas ke dino me ye recipe  aashani bana sakte ho aur isse banana  aashan he to chaliye banana suru karte he  Dosto Farali aaloo aur khophra ka kofta  banane ke liye aapko niche batayi gai kuchh  chijo ki jarurat padegi jo aashani se bajar me  mil jati he Farali aaloo aur khophra kakofta banane me  jaruri chije:- 1:- Ubla huva alloo 5 pics 2:- paneer 100gm 3:- coconut powder 4:- milk 100ml 5:- shingauda aatta 6:- hara dhaniya 7:- hari mirchi 8:- raajagara aatta 9:- jeera 10:- tamatar 4 pics 11:- sugar 12:- farali namak Upvas me babaye farali recipe   Shravan mass special recipe Hotel ke jesa palak ka kofta babaye Alloo khophra kophta:- Khophta bahane ke liye ubala huva alloo ke  chhilke nikak kar crush ka...

Upvas me banaye farali recipe

  Upvas me babaye farali recipe:- Dosto aaj hum banayenge upvas me khani  jane vali recipe aaj kal log hotel me bana  huva khana khane me pasand karte he lekin  kuchh log vese bhi hote he jinhe hotel ka  khana pasand nahi hota he to ye post khas  kar un logo ke liye jinhe bahar ka khana  bilkul pasand nahi he aaj hum banayenge  upvas me khayi jane recipe , dosto aaj kal  bahar ke khane me jokhim bhi he aaj kal log  bahar ki jagah par ghar ka bana khana  pasand karte he to banate he gharka bana  healthy khana  Read also :- Bilkul hotel jesa sago-petis ghar par banaye Shravan mass special recipe Cadbury chocolates barfi ghar par banaye Upvas me banaye farali sago petis:- Sago petis khane me bahut hi testy hoti he aur unhe banana bahut hi aashan he to chaliye banate he sago petis Dosto sago petis banane ke liye aapko kin kin chijo ki jarurat padti he wo aapko niche batayi gai he Sago peti...

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...