healthy recipe Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Gujarati food

Bilkul hotel jesa ragda ghar par banaye

Bilkul hotel jesa ragda ghar par banaye:- Dosto aap sab ka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko pata hoga ke roj  hum  ek post banake blog par post karte  rahete he hamare blog par aapko bahut sari  recipe mil jayengi jo aapke rasoi ko aur bhi  bahetar banane me aapki help karta he dosto  aaj hum laye he ek aur new recipe dosto ek  user ki farmais par humne unke liye ye post  likhi he aap bhi hume bata sakte he aapko  kon si recipe ki jankari chahiye hum kosis  karenge aap ke liye to chalo start karte he aaj  ki new recipe Dosto aaj ki new recipe he hotel jesa ragda  ghar par banaye dosto bahut sare logo ki  problems hoti ki unki banayi huvi recipes hotel  ke jesi nahi banati to aaj hum jo step aapko  batayenge usko follow karke aap bilkul hotel  jesa test me ghar par ragda bana sakte he  Dosto ragda banane ke liye aapko niche batayi  gai kuchh chijo ki jarurat padengi wo sab chije  aapko bajar me aashani se mil jati he  Bilkul

aloo pavva

Aloo pavva:-  Dosto  aaj ham ek naye tarike se gujrat ki  famous aloo pavva ki recipe banane vale he Aloo pavva:-   1:- 200 gm aloo 2:- 3 tebal spoon oil 3:- 1/ tee spoon raay 4:- 1 tee spoor til 5:- 4 hari mirchi barik kati  6:- meetha neem 7:- 1/2tee spoon dallacheene-long powder 8:- 1/2tee spoon haldi 9:- 1 neemboo 10:- 2 tebal spoon sugar 11:- 300 gm lavva 12:- kajju- angoor 13:- 4 tebal spoon barik dhaniya 14:- 2 tebal spoon kuchal khopra 15:- 2 pyajj 16:- namak Allo pavva : Allo ke chhilkee nikal de aur uske barik pic  kate aur gas par Ek bartan me oil ,raay, till,hari mirchi,meetha  neem, dallchinni-long powder aur allo dale  uske bad usme haldi aur namak dalke pakne dijiye Allo pak jane ke bad usme sugar aur nimboo  dalo Pavva ko pani bhigoke uska pani nikal kar aalu me mix kare Usme kajju, angoor dalne ke bad namak dalke Fir apne hisab se namak

mumbai ke famous golgappe

Mumbai ke famous golgappe:- Dosto aaj ki hamari recipe he mumbai me jyada vadapau ke baad khaya jane wala food he vo he gogappe jyada kuch na kahete aate he humare main baat par  vese to golgappe puri india me khaye jate he lekin unhe banane ka taknik har jagah alag-alag he aapko me aaj shikhavungi mumbai testy  golgappe  uske liye hamari ye post dhyan se padhe ek bhi step miss na kare chalo banate he golgappe wo bhi mumbai ke test me Mumbai test me golgappe banane ke liye aapko kafi sari chijo ki jarurat hoti he wo sari niche batayi gai he  Mumbai ke famous golgappe ki samgri:- 1:- 1 cup meda 2:- 2 T spoon gehu ka aata 3:- oli 4:- 1 1/2 cup sabut mung 5:-  1 khira (kakdi) 6:- 2 tamater 7:- 1 1/2 anar 8:- 50 gram bundi 9:- 50 gram barik sev 10:-  pyaj barik kata huva 11:- khajur ki mithi chatni 12:-  mirchi ki tikhi chatni 13:-  garlic ki chatni 14:-  barik kata huva dhaniya 15:- chat masala 16:-  namak Mumbai ke golgappe banane ki vidhi:-

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   posta dalde Ek thali me ghee lagakar puran ko uss thali me  nikale aur thanda hone de Roti ke

Chocolate beet biscuit

 ðŸŒº  Chocolate beet biscuit:- Dosto aaj hum aapko hamare healthy recipes blog par ek nayi aur aasan tarike se banayi huvi recipe banakar batayenge To chaliye start karte he ek nayi recipe 🌺 Chocolate beet biscuit me use honi vali chije :- 1:- 120 gm (8 t spoon) makhan 2:- 3/4 cup sugar 3:- 1/4 cup medo 4:- 3/4 T spoon be king powder 5:-soda ( sajina fool) 6:- 2 thi 3 tipa venila esense 7:- 240 gm cooking chocolate 8:- 1/4 t spoon namak Chocolate biscuits  banane ki vidhi :- Makhan finvu.sugar nakhi fari thi finvu.medo,baking powder,soda ane namak bhega kari chari leva.makhan ma venila esense ane 2 t spoon pani nakhvu.lot nu misran nakhi,bhegu karvu. Chocolate na nana tukda kari lot ma nakhva.lachaka padtu kheeru banavu.jarur pade to pani nakhvu.greez karela baking tre upar 1 t spoon kheeru thoda hoda antare mukvu ane 180° se ke 350°fe tape ovan ma 15 thi 20 minutes beck karvu Chocolate toping:- Koi pan biscui

Gavar nu sak

1-250 gm gavar 2-2 t spoon oil 3-1 onion 4-1/2 t spoon jeeru 5- 1/2 dahi 6- 1 t spoon marchu 7-1/2 t spoon haldi 8-1 t spoon dhana jeeru 9- 1 t spoon sugar 10- 2 t spoon kothmir 11-namak Reet Ges par ek vasan muki jeeru ane jini samareli onion nakhi brown thava devi.dahi ma namak,haldi,dhana jeeru ane pani nakhi badhu bhegu karvu.brown thayeli onion ma dahi nakhvu.halavta rehvu.bafeli gavar na tukda nakhva.thai jai etle kothmir nakhvi.sweet karvu hoi to sugar nakhvi.

Popular posts from this blog

kesar - pista ice cream banaye

Kesar-pista ice cream 1 :- 1/2 liter milk 2 :- 16 t spoon sugar 3 :- 2 t spoon Custer powder 4 :- 1 t spoon chaina grass 5 :- 1/2 cup cream 6 :- kesar 7 :- kesar esense 8 :- yellow color 9 :- chocolate 10 :- pista esense 11 :- pista Reet :- Milk half rahe tya sudhi ukado Sugar nakhi,ogdi jai pachhi Tema Custer powder umero. 2-3 var ubhro aavya bad chaina Grass nakhi utari levu. Thandu thaya cream umervu. 2 bhag karva.ek bhag ma kesar, Kesar esense ane yellow color Nakhi,charn kari freeze ma Set karva muko. Aam bev bhag set karva freeze Ma mukva. Ek var set thai gaya pachhi Yellow color bhag ne charn Kari freeze ma set karva Mukvo. Yellow bhag set Thai gaya Bad teni upar pista ni katri Patharvi. Upar decorations mate Chocolate icesing karvi. Tene Set karva mukvo. To aa rite kesar - pista no ice Cream ghare banavi sakai Chhe.

nachos banaye hotel jesa

Nachos with red salsa banaye:-   Dosto aap sab swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko patahi ho ke  hamare blog par new recipe ki jankari roj di ja  rahi he aaj hum aapke liye ek recipe laye he  jiska naam he Nachos  dosto nachos khane  me bahut hi testy hota he aur isse banana bhi  aasan he dosto me aapko jo step shikhavungi  usse aap follow karke aap isse aasani se ghar  pe bana sakte ho  Dosto nachos banane ke liye aapko kuchh  chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he  aap un chijo ko bajar se kharid sakte ho, to  chalo start karte he new recipe nachos Nachos banane ki jaruri samgri:- Hot red salsa ki samgri:- 1:- 1/2 cup gajjar 2:- 1/2 kheera 3:- 1 pyaaj 4:-  50gm kadu 5:-  1/2 cup hara dhaniya 6:-  1 t spoon oil 7:- 1/2 cup tamatar ketchup  8:- 3 t spoon lal mirch 9:- 3 t spoon siraka 10:- 1/2 t spoon ajvain 11:- 1/2 t spoon jeera powder garlic 13:- 2 t spoon tobesko sauce 14:- lal color 15:- corn chips 16:- namak

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)  13 :-