healthy recipe Skip to main content

Posts

Upvas me banaye farali recipe

  Upvas me babaye farali recipe:- Dosto aaj hum banayenge upvas me khani  jane vali recipe aaj kal log hotel me bana  huva khana khane me pasand karte he lekin  kuchh log vese bhi hote he jinhe hotel ka  khana pasand nahi hota he to ye post khas  kar un logo ke liye jinhe bahar ka khana  bilkul pasand nahi he aaj hum banayenge  upvas me khayi jane recipe , dosto aaj kal  bahar ke khane me jokhim bhi he aaj kal log  bahar ki jagah par ghar ka bana khana  pasand karte he to banate he gharka bana  healthy khana  Read also :- Bilkul hotel jesa sago-petis ghar par banaye Shravan mass special recipe Cadbury chocolates barfi ghar par banaye Upvas me banaye farali sago petis:- Sago petis khane me bahut hi testy hoti he aur unhe banana bahut hi aashan he to chaliye banate he sago petis Dosto sago petis banane ke liye aapko kin kin chijo ki jarurat padti he wo aapko niche batayi gai he Sago petis ko banane me use hone wali  chije:- 1:- 250 gram sabudana 2: 5

Hotel jesa palak ka kofta banaye

Hotel ke jesa palak ka kofta babaye:- Dosto aaj kal ready khana khane hotel me  jate he aur bahut sara paisa kharch karte he  lekin jo logo ka bahar ke hotel khana achcha  nahi lagta unke liye aaj hum laye new recipe  jo bilkul hotel jesa hi hoga palak swathya ke  liye achchi mani jati he aur aaj aapke liye  banaye ge palak ke bilkul hotel jese palak ka  kofta dosto puri post ko dhyan se padhe ek  bhi step miss na kare  Palak ka kofta banane ke liye aapko niche  batayi gai samgri chahiye  Palak ka kofta banane ki samgri:- 1:- 250 gram palak 2:- 4 T spoor meida  3:- 4 T spoon cornflour 4:- 100 gram paneer 5:- 4  hari mirch 6:- 3 T spoon hara dhaniya 7:- 2 T spoon coconut powder 8:- 2 T spoon mungfali ka powder 9:- 1/2 nimbu 10:- 2 T spoon sugar 11:- Oil jarurat ke hisab se 12:- malai 13:- 1 1/2 Cup red grevi 14:-  namak  Palak ka banane ki vidhi:- Palak ke kofte banane ke liye palak ko barik kat le aur use achchi

bred petisa new recipe

Bred patisa :-   Hii friends aaj hum new recipe banana  shikhenge jo aap aasani se ghar par bana  sakte he aapko iske liye hamara pura post  read karna padega ek bhi step miss na kare to  chaliye start karte he hotel jesa bred patisa  Bread patisa:-   1:- 500gm allu 2:- neemboo 3:- 6 bred 4:- 1 tebal spoon cornflour 5:- 150 gm matar 6:- oil  7:- adarak 8:-  1 tee spoon barik pisa juga hari mirchi 9:- 4 tebal spoon barik kati huvi hari dhaniya 10:- 1 tee spoon kuchal khopara 11:- 1/2 tee spoon dallchinee-long 12:- 2 tee spoon sugar 13:- 1/2 tee spoon mirchi 14:- 1 tee spoon till 15:- 20 pics angkot 16:- 1/2 tee spoor posta 17:- 1 tee spoon garam masala 18:- 1 tee spoon magajtari bee  19:- 3 tebal spoon suji 20:-  namak Bread patisa   Allo ubaal le , chhilka nikal kar kras kare  Namak, neemboo ras  ,bread , cornflor dalke  mava ready kare bread aur cornflour ko mix  

aloo pavva

Aloo pavva:-  Dosto  aaj ham ek naye tarike se gujrat ki  famous aloo pavva ki recipe banane vale he Aloo pavva:-   1:- 200 gm aloo 2:- 3 tebal spoon oil 3:- 1/ tee spoon raay 4:- 1 tee spoor til 5:- 4 hari mirchi barik kati  6:- meetha neem 7:- 1/2tee spoon dallacheene-long powder 8:- 1/2tee spoon haldi 9:- 1 neemboo 10:- 2 tebal spoon sugar 11:- 300 gm lavva 12:- kajju- angoor 13:- 4 tebal spoon barik dhaniya 14:- 2 tebal spoon kuchal khopra 15:- 2 pyajj 16:- namak Allo pavva : Allo ke chhilkee nikal de aur uske barik pic  kate aur gas par Ek bartan me oil ,raay, till,hari mirchi,meetha  neem, dallchinni-long powder aur allo dale  uske bad usme haldi aur namak dalke pakne dijiye Allo pak jane ke bad usme sugar aur nimboo  dalo Pavva ko pani bhigoke uska pani nikal kar aalu me mix kare Usme kajju, angoor dalne ke bad namak dalke Fir apne hisab se namak

mumbai ke famous golgappe

Mumbai ke famous golgappe:- Dosto aaj ki hamari recipe he mumbai me jyada vadapau ke baad khaya jane wala food he vo he gogappe jyada kuch na kahete aate he humare main baat par  vese to golgappe puri india me khaye jate he lekin unhe banane ka taknik har jagah alag-alag he aapko me aaj shikhavungi mumbai testy  golgappe  uske liye hamari ye post dhyan se padhe ek bhi step miss na kare chalo banate he golgappe wo bhi mumbai ke test me Mumbai test me golgappe banane ke liye aapko kafi sari chijo ki jarurat hoti he wo sari niche batayi gai he  Mumbai ke famous golgappe ki samgri:- 1:- 1 cup meda 2:- 2 T spoon gehu ka aata 3:- oli 4:- 1 1/2 cup sabut mung 5:-  1 khira (kakdi) 6:- 2 tamater 7:- 1 1/2 anar 8:- 50 gram bundi 9:- 50 gram barik sev 10:-  pyaj barik kata huva 11:- khajur ki mithi chatni 12:-  mirchi ki tikhi chatni 13:-  garlic ki chatni 14:-  barik kata huva dhaniya 15:- chat masala 16:-  namak Mumbai ke golgappe banane ki vidhi:-

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   posta dalde Ek thali me ghee lagakar puran ko uss thali me  nikale aur thanda hone de Roti ke

Idalee kese banaye

Idalee kese babaye:-  Dosto aap sab ka swagat he hamare iss blog par aaj hum banayenge south india ki famous idelee  Idalee banane ki samgri:- 1:- 3 cup chaval 2:-  1/2 dahi 3:- 1 cup udad dal 4:-  1 T spoon soda  5:- 2 T spoon oli 6:- salt jaruri ho itna Dosto itni chijo ki jarurat hoti he ab hum janenge ke idalee kese banate he Idalee banane vidhi:-  Dosto aapko idalee ke aate ki idalee karni ho to uss aate me saamko dahi dalker bhigo ke rakhiye aur suka istemal aap agle din kare  Agar aap chaval aur dal ko crush karke idalee banana chahte he to unhe agle din tak bhigoke rakhiye  aur dusre din crush kare Idalee banane ke liye aap use aate me oli,soda,salt dalkar use achchi tarah se mix karle  Idalee ka puding jarurat ke hisab se dhila rakhe idalee ka stand jo aapko aasani se mil jata he bajar me uss par oli lagakar idalee ka puding ussme dale  Idalee nikal ne me chammach ki sahayta le uss. Se jaldi aur easy idalee nikal ja

Popular posts from this blog

kesar - pista ice cream banaye

Kesar-pista ice cream 1 :- 1/2 liter milk 2 :- 16 t spoon sugar 3 :- 2 t spoon Custer powder 4 :- 1 t spoon chaina grass 5 :- 1/2 cup cream 6 :- kesar 7 :- kesar esense 8 :- yellow color 9 :- chocolate 10 :- pista esense 11 :- pista Reet :- Milk half rahe tya sudhi ukado Sugar nakhi,ogdi jai pachhi Tema Custer powder umero. 2-3 var ubhro aavya bad chaina Grass nakhi utari levu. Thandu thaya cream umervu. 2 bhag karva.ek bhag ma kesar, Kesar esense ane yellow color Nakhi,charn kari freeze ma Set karva muko. Aam bev bhag set karva freeze Ma mukva. Ek var set thai gaya pachhi Yellow color bhag ne charn Kari freeze ma set karva Mukvo. Yellow bhag set Thai gaya Bad teni upar pista ni katri Patharvi. Upar decorations mate Chocolate icesing karvi. Tene Set karva mukvo. To aa rite kesar - pista no ice Cream ghare banavi sakai Chhe.

nachos banaye hotel jesa

Nachos with red salsa banaye:-   Dosto aap sab swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto aapko patahi ho ke  hamare blog par new recipe ki jankari roj di ja  rahi he aaj hum aapke liye ek recipe laye he  jiska naam he Nachos  dosto nachos khane  me bahut hi testy hota he aur isse banana bhi  aasan he dosto me aapko jo step shikhavungi  usse aap follow karke aap isse aasani se ghar  pe bana sakte ho  Dosto nachos banane ke liye aapko kuchh  chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he  aap un chijo ko bajar se kharid sakte ho, to  chalo start karte he new recipe nachos Nachos banane ki jaruri samgri:- Hot red salsa ki samgri:- 1:- 1/2 cup gajjar 2:- 1/2 kheera 3:- 1 pyaaj 4:-  50gm kadu 5:-  1/2 cup hara dhaniya 6:-  1 t spoon oil 7:- 1/2 cup tamatar ketchup  8:- 3 t spoon lal mirch 9:- 3 t spoon siraka 10:- 1/2 t spoon ajvain 11:- 1/2 t spoon jeera powder garlic 13:- 2 t spoon tobesko sauce 14:- lal color 15:- corn chips 16:- namak

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)  13 :-