healthy recipe Skip to main content

Posts

mumbai ke famous golgappe

Mumbai ke famous golgappe:- Dosto aaj ki hamari recipe he mumbai me jyada vadapau ke baad khaya jane wala food he vo he gogappe jyada kuch na kahete aate he humare main baat par  vese to golgappe puri india me khaye jate he lekin unhe banane ka taknik har jagah alag-alag he aapko me aaj shikhavungi mumbai testy  golgappe  uske liye hamari ye post dhyan se padhe ek bhi step miss na kare chalo banate he golgappe wo bhi mumbai ke test me Mumbai test me golgappe banane ke liye aapko kafi sari chijo ki jarurat hoti he wo sari niche batayi gai he  Mumbai ke famous golgappe ki samgri:- 1:- 1 cup meda 2:- 2 T spoon gehu ka aata 3:- oli 4:- 1 1/2 cup sabut mung 5:-  1 khira (kakdi) 6:- 2 tamater 7:- 1 1/2 anar 8:- 50 gram bundi 9:- 50 gram barik sev 10:-  pyaj barik kata huva 11:- khajur ki mithi chatni 12:-  mirchi ki tikhi chatni 13:-  garlic ki chatni 14:-  barik kata huva dhaniya 15:- chat masala 16:-...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

Idalee kese banaye

Idalee kese babaye:-  Dosto aap sab ka swagat he hamare iss blog par aaj hum banayenge south india ki famous idelee  Idalee banane ki samgri:- 1:- 3 cup chaval 2:-  1/2 dahi 3:- 1 cup udad dal 4:-  1 T spoon soda  5:- 2 T spoon oli 6:- salt jaruri ho itna Dosto itni chijo ki jarurat hoti he ab hum janenge ke idalee kese banate he Idalee banane vidhi:-  Dosto aapko idalee ke aate ki idalee karni ho to uss aate me saamko dahi dalker bhigo ke rakhiye aur suka istemal aap agle din kare  Agar aap chaval aur dal ko crush karke idalee banana chahte he to unhe agle din tak bhigoke rakhiye  aur dusre din crush kare Idalee banane ke liye aap use aate me oli,soda,salt dalkar use achchi tarah se mix karle  Idalee ka puding jarurat ke hisab se dhila rakhe idalee ka stand jo aapko aasani se mil jata he bajar me uss par oli lagakar idalee ka puding ussme dale  Idalee nikal ne me chammac...

Rajasthani bataki

Rajasthani bataki:- Dosto aaj hum banayenge rajasthan ki mashur Sabji jiska naam he rajasthani bataki   Dosto Rajsthani bataki banane ke liye aapko  samagri chahiye wo aap ko niche batayi gai  he aap usa samagri se ye recipe bana sakte  he  Rajasthani bataki ki samagri :- 1:-   250 gram chote salu 2:- 25 gram garlic 3:- 4 lal mirchi 4:- 1/2 T spoon sukha dhaniya 5:-   2 dalchini 6:- 5 loung 7:- 2 tamalpatra 8:- 2 T spoon ghee 9:- 1/2 T spoon jira 10:- thoda hing  11:- 1 T spoon pisa hua adarak aur mirch 12:-  250 gram dahi 13:- 1/2 coconut powder 14:- 1 T spoon dhaniya jira powder Dosto itni samagri ko lene ke baad aap niche bataye hua step ko follow kare Rajasthani bataki banane ki vidhi:- Sabse pahale aalu ko ubale aur uska chhilka nikal kar aalu ko do hisome batle  garlic ko pisle mirchi , dhanya,long, tamam patr ko pani me bhigo ko rakhe aur crus karel Ges par ek  non ...

mexican cutlet

Mexican cutlet :- Hello dost aapjo me aaj shikhavungi ke mexican outlet kese banate he. Dosto mexican cutlet banane ki liye kuchh chhijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he Mexican cutlet ki chhe:- 1:- 250 gram bataka 2:- 1 table spoon cornflour 3:- 1/2  lemon juice 4:- naman Mexican puran ke liye use hone wali chije:- 100 gram rajma  1/2 t spoon soda Oil  Pyaj (onion)  1 T spoon vinger 1/2 T  spoon  kala naman 1 T spoon lal mirchi 2 T spoon kecil Thoda hara dhanya  Salt Mexican cutlet banane ki vidhi:- 1:- Batake ko ubal kar chhin le,aur usme  cornflour ,naman,lemon juice dalke mix  kare,uska ek hi size me lua kare 2:-   gas par fari pen me 2 T spoon oli dalke usme pyaj ko package aur soda dal de, aur usme uble huva rajma dale aur sabko mix kare aur pakaye 3:- bataka ke har slide par chatni lagaye aur uske upar rajma set kare. Aur dusri slide leke chatni lagake uske upar rakhke daba lijiye aur fraipen me oli da...

kesar - pista ice cream banaye

Kesar-pista ice cream 1 :- 1/2 liter milk 2 :- 16 t spoon sugar 3 :- 2 t spoon Custer powder 4 :- 1 t spoon chaina grass 5 :- 1/2 cup cream 6 :- kesar 7 :- kesar esense 8 :- yellow color 9 :- chocolate 10 :- pista esense 11 :- pista Reet :- Milk half rahe tya sudhi ukado Sugar nakhi,ogdi jai pachhi Tema Custer powder umero. 2-3 var ubhro aavya bad chaina Grass nakhi utari levu. Thandu thaya cream umervu. 2 bhag karva.ek bhag ma kesar, Kesar esense ane yellow color Nakhi,charn kari freeze ma Set karva muko. Aam bev bhag set karva freeze Ma mukva. Ek var set thai gaya pachhi Yellow color bhag ne charn Kari freeze ma set karva Mukvo. Yellow bhag set Thai gaya Bad teni upar pista ni katri Patharvi. Upar decorations mate Chocolate icesing karvi. Tene Set karva mukvo. To aa rite kesar - pista no ice Cream ghare banavi sakai Chhe.

volnat ice cream banaye

Volnet ice cream 1 :-  1 liter milk 2 :- 11 t spoon sugar 3 :- 1 t spoon chaina grass 4 :- 50 gm mavo 5 :- chocolate color 6 :- stobery esense    7 :- stobery Reet :-  Milk half rahe tya sudhi ukari, Tema sugar nakhvi. Sugar ogri jai tyare chaina  Grass nakhvu. Ges par thi utari,thandu thava Devu,mavo umeri,color ane  Stobery esense nakhi,charn  Kari,freeze ma set karva  Mukvu. Set thaya bad biji var charn  Kari,kaju,pista nakhi freeze ma Set karva mukva.

Popular posts from this blog

American mint burger banaye

American mint burger banaye:- Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy  Recipe blog par dosto hum aapke liye new  recipe late hi rahete he dosto hum log jab  gharka khana kha kha ke bor ho jate he to  hum hotel me khana khane pahuch jate he  hum roj roj ek hi test se khana khate rahete  issliye kuchh naya trai karne bajar ka ya hotel  ka khana khane ka pasand karte he dosto aaj  me aapke ek new recip layi hu jis ko aap  khane ke bad aap bahar ka khana ignore  karonge dosto aaj hum banayenge testy aur  healthy recipe jiska naam he American mint  burger   Dosto American mint burger banane ke liye  aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jise aap  bajar ja kar kharid sakte he  Dosto American mint burger banane ke liye  aapko niche batayi huvi chijo ki jarur padengi  aapko meri post puri padhni hi ek bhi step bhi  miss na kare nahito aapka khana bigad sakta  he me jo...

pooran puri

Puran puri:- Dosto aaj hum banayenge puran puri Jo khane me bahut testy hoti he, puran puri  banane ke liye aap ko  niche batayi gai  samagri chahiye Puran puri banane ki samgri:- 1:- 1 cup tuver dal 2:- 1 cup sugar ya good 3:- 1/2 tee spoon ilchi ka powder 4:- 1/2 tee spoor posta, 5:- 1/4 tee soon jayfal powder 6:- ghee  7:- 1 1/4 ghehu ka aata   Puran puri banane ki vidhi:- Kukar me aap toor dal  pani milake pakaye.pak  jane ke bad usme se  pani nikal le. Ek bartan  me ghhe lagakar toor dal ko usme  nikale aur jarurat ke hisab se gud aur sugar  dalene ke bad us bartan ko ges pe rakhe aur  hilate rahiye Banaya huva puran jyada dhilla lage to usme 2  tee spoon ghehu ka aata thoda ghee dalkar  usme mix kare aur jale nahi isliye hilate rahe  puran thoda ghada ho jaye tab nikale Banaye huva jo puran usme  ilchi ka powder  , jayfal powder,   ...

vegetable fraid rice

Vegetable fraid rice :-  Dosto aap sabka swagat he hamare Healthy Recipe blog par dosto aaj aapke liye laye he ek aur new recipe jiska naam aapne tital me padhliya hoga dosto hum ghar pe vegetable fraid rice banate to he lekin hotel ke jesa look aur test hamare khano me nahi milta julta he to aapki problem ka solution hum nikal kar laye he ek new tricks ke sath ek new recipes to dosto aap ek bhi step miss na kare aap 100% hotel ke test me apna khana bana payenge to start karte he vegetable fraid rice ko banana Dosto vegetable fraid rice ko banane ke liye aapko kuchh chijo ki jarurat padengi jo niche batayi gai he aur aapko aasani se bajar se mil jati he Vegetable fraid rice banane ki samgri:- 1 :- 500 gm rice 2 :- oil 3 :- sajina ful 4 :- 100 gm fanisi 5 :- 2 barik kata pyaaj 6 :- 100 gm gajjar 7 :- 3 hari pyaaj 8 :- ajinomoto 9 :- 1 pics simla mirch 10 :- 3 tebal spoon soya sos 11 :- 1/2 t spoon crush kali mirch 12 :- 1 t spoon siraka ( vinger)...